|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
Kyun zindagi ne tumsein milaya hamein?
Kyun zindagi ne tumsein milaya hamein? Kyun phir yun juda huyein hum? Kyun tumko dil itna chahata hai? Kyun phir tumsein milne ko tredpe hain maan?
Kyun her insaan mein tumhein main talashati? Kyun her waqt yeh annkhein tumhein dekhana chahtin? Kyun her awaaz per main chaunk uthatin? Kyun her khusboo mein tumhein khojati?
Kyun zindagi se kutch maang nahin saktien? Tumko kabhi appna keh nahin saktien? Kya iske baad bhi jeena aasan hoga? Kya aabb hum mar bhi nahin saktien?
Kyun dil ki yeh majburi hain? Kyun kahani meri itni adhuri hain? Kyun sapney aaiise dekhein maine? Kyun zindagi mein yeh ansoo hotein hain?
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|